Hosting Kya hai In Hindi
What is Hosting- Shared, Cloud, VPS, Dedicated Hosting in Hindi
Hello Friends is Post me Ham Baat karne wale hai Hosting kya hoti hai, Hosting ka use ki liye kiya jata hai.
Main Point
1. C Panel Kaise Use karte hai.
2. WordPress Blog me Hosting Kaise Use kare.
Read More:-Is cyberhosting is best web hosting provider is there services are 100 uptime?
Ham jante hai Aap me se bahut se logo ko Hosting ki Jankari hogi, Lakin Bahut se eshe log hai jo abhi tak bhi Blogger per hi work kar rahe hai Aur Blogger.Com pr jo Log kaam kar rahe hai unme se Jadatar logo ko Hosting ke bare me nhi pata.
Simple Introduction Of Hosting
Hosting Basically Blogger me Aap Blog banate ho to vaha aapko Hosting ki jarurt nhi padti kyoki Blogger.com Google me Hosted hai, Blogger Google ka hi Platform hai jaha pr Aap Free me Blog bana sakte ho.
Lakin Jab Aap WordPress me Blog banate ho to aapko Hosting ki Jarurt padti hai.
Read More:-Cheap Web Hosting -Grow Up Hosting
Type of Hosting.
1. Shared Hosting
2. Cloud Hosting
3. VPS Hosting
4. Dedicated Hosting
Briefs of Hosting
4. About Dedicated Hosting
Dedicated Hosting kya hai? agar me aapko Simple Words me batau to Dedicated Hosting ek Aapka CPU hai jisme aapko (4cores, 8 GB DDR4 RAM, 240GB ka SSD Storage) ye Dedicated Hosting ka ek Basic Plan hai jo Aapko 50$(3,500INR) Monthly milega, Ye Hosting Un Logo ke liye hai jinki Website per 2-3Lakh ka Traffic aata hai, Itna Traffic Starting me Aapki website pr nhi aayega to aap is Hoting ko purchase mt kariyega. Es Hosting me Aapko koi bhi C Panel Dekhne ko nhi milega ye ek Blank CPU(Server) rahta hai Jisko Command ke jariye Jo Kuch Aap Install karna chahe kar sakte ho
3. About VPS Hosting
VPS Hosting me Jaise mane aapko dikhaya ek hamare pass abhi Dedicated Hosting hai Us Dedicated Hosting me 4 Cores the or RAM 8GB and 250GB ka SSD Storage tha, VPS Hosting Mane ek Hosting le liye Dedicated usko mane 2 Hosting me Convert kar diya Mtlb mane Usko 1CPU se 2CPU me Convert kar diya ye 2 CPU mere VPS ke Pacege me aaye or isko Hamne bana diya VPS Server bana diya Isme Hame (2Cores, 2GB RAM, 40GB SSD Storage and 1000GB Bandwidth) milega, Ye VPS Hosting ka Plan Un logo ke liye hai Jinki Website Per Daily ka 60,000-70,000 ka Traffic aata ha. VPS Hosting me bhi Dedicated Hosting ki Tarah Koi bhi C Panel Dekhne ko nhi milta, Esme me bhi Aapko Camand ke Jariye ki kuch bhi install kar Sakte ho. VPS Hosting ka Cost 10$ (750Rupee) Hai.
2. Cloud Hosting
Jaisa ki Hamne Dedicated Hosting se VPS Hosting bana liya, Us VPS Hosting me Ham or Vertual CPU Banayenge Vo Hamari Cloud Hosting Bann jati hai. Cloud Hosting ke Basic Plan me aapko 799₹/Month esme hame (100GB SSD Storage, 3Gb RAM, 2CPU, 1x Boost Speed) Ye Hosting Jata Tar vo log use karte hai jinki website pr Daily ka 20,000-30,000 ka Traffic aata hai.
1. Shared Hosting
Shared Hosting ka Mtlb Jaise Hamene Dedicated se VPS CPU bana li, VPS CPU se Hamne Bahut Sare Cloud CPU Bana liye ab Cloud CPU me bhi hamne Bahut Sare CPU bana liye or jo hamne CPU Banaya usme 1CPU me Bahut Sare logo ka Website Run kar raha hai. Mtlb ek Chota sa CPU bacha hai jisme 2GB ka Ram, Kuch Cores honge 2GB ka SSD Storage hoga eshe bahut sare paged bana liye or inme bahut se logo ka website run kar raha hai, es liye Shared hosting ka price bahut kaam rahta hai.
WordPress ke liye Hosting kyo Jaruri hai.
WordPress ek esha Platform hai jisme aapko themes, plugins bahut kuch milta hai lekin WordPress ko Google per Show karane ke liye aapko Hosting jaruri hai.
No comments
Please do not enter any spam link in the comment box.